har tajurbe ko taraazuu mein rakhaa..
hisaabon mein uljha rahaa..
zindagii saamne aayi..
to ehtraam bhii na kiyaa..
ik samandar peegayaa, phirbhi.. pyaas vohii pyaas rahiii
mere andar koii bagaavat si.. aag vohiii aag rahii...
हर तजुर्बे को तराजू में रखा
हिसाबों में उलझा रहा
ज़िंदगी सामने आई..
तो एहतराम भी न किया..
इक समंदर पीगाया, फिर भी.. प्यास वोही प्यास रही
मेरे अन्दर कोई बगावत सी.. आग वोही आग रही
- kaunquest
6 Comments
Close this window Jump to comment formBautiful!!
03 November, 2011 18:21
thanks! :)
03 November, 2011 21:13
Well written!
18 August, 2013 02:15
thanks!
26 August, 2013 00:32
Wah... very touchy... keep penning Ajay :)
03 September, 2014 06:37
Thanks @Anunoy
08 September, 2014 20:21