Wha sawalon ke sawalon mein ooljhe rehana....saaki ye andesha kuch thik nahi....lagta hai ...shayari ki mai pilakar hee rahenge aap...:) umeed hai kuch aur parhne ki arzoo poori hogi yahan
Sawaalon ke bhawar mein na ghum hojana mere dost,aise hi kuch baatein hain jinke jawab naa aap ke paas hain,naa hamare paas,waqt ke saath har sawaal ka jawab milega,chalte raho raah pe,kahin to manzil milega.
@Farhaan, sahi hai.. maine aapka ye ghazal paDa hai pehle.. Bohath umDaa ghazal hai.. enjoyed it then, and enjoyed it now once again...
@Arundhati.. The quest is on :)
@Dawn, thank u. aap jaise maikash ho to ye maikhaana roz aabaad rahe :) Aarzoo hamen bhi hai kuch nayaa likne ki, magar kyaa kare, uljhe rahte hai kaam mein aaj kal
this is nice. im new to hindi/urdu poetry though, but can id with this idea, "bhool jaana hai aur bikhar jaana hai ik gubbare ki tarah hawaa ko aazmaana hai.." :)
8 Comments
Close this window Jump to comment formsawalia sher bohat taqatqwer hotay hain, jab shair khud say ya doosron say sawaal kart hai wo bhee sukhan main to maza doobala hojata hai,
Kuch sawal main nay bhee kye hain ghazal main,
Kya zindagee yehi hai! bus chaltay rahain yunhee?
Bhartay rahain yunhee, dhaltay rahain yunhee?
Jo zindagee say apni khaeef nahee hain hargiz (khaeef--scared)
Sansoon kee sulee pay chartay rahain yunhee
Roshnee ke kwahish kartay rahay thay jo,
Saaye say bus apnay lartay rahain yunhee
Aasee! yeh zuhd bhee mislay khizan hai (Aasee- sinner)
'Gar asyan ke sabz pattay jhartay rahian yunhee (asyan--sin) (pattay--leaves)
Hai mom say bhee nazuk qalb-e-hajr kee sakhtee (mom--wax) (qalb-e-hajr---stone's heart)
'Gar ansoown kay qatray girtay rhain yunhee. (ansoown--tears) (qatray--drops)
-------------HAJR
28 April, 2006 09:22
Isn't that what the "quest" is about, Kaun :-)?
29 April, 2006 17:42
Wha sawalon ke sawalon mein ooljhe rehana....saaki ye andesha kuch thik nahi....lagta hai ...shayari ki mai pilakar hee rahenge aap...:)
umeed hai kuch aur parhne ki arzoo poori hogi yahan
daad kabool karein
Cheers
30 April, 2006 16:20
Sawaalon ke bhawar mein na ghum hojana mere dost,aise hi kuch baatein hain jinke jawab naa aap ke paas hain,naa hamare paas,waqt ke saath har sawaal ka jawab milega,chalte raho raah pe,kahin to manzil milega.
04 May, 2006 10:42
@Farhaan, sahi hai.. maine aapka ye ghazal paDa hai pehle.. Bohath umDaa ghazal hai.. enjoyed it then, and enjoyed it now once again...
@Arundhati.. The quest is on :)
@Dawn, thank u. aap jaise maikash ho to ye maikhaana roz aabaad rahe :) Aarzoo hamen bhi hai kuch nayaa likne ki, magar kyaa kare, uljhe rahte hai kaam mein aaj kal
06 May, 2006 00:08
@Alapana, yoon hi chalte rahenge, hum bhi, aap bhi..yoon hi milte rahenge, aaj bhi, kal bhi..aur karte rahenge yoon hi sawaal jawaab :)
06 May, 2006 00:12
this is nice.
im new to hindi/urdu poetry though, but can id with this idea,
"bhool jaana hai aur bikhar jaana hai
ik gubbare ki tarah hawaa ko aazmaana hai.." :)
06 May, 2006 17:16
@adhoc, Thanks for visiting :)
27 May, 2006 18:53