nice line:))))))but aage aur kyu nahi likha aapne
17 April, 2006 19:55
Aap ka sher parh ker , sawaan ka manzar zehan per chee gya,Rubaee(quartet) paish-e-khidmat hai,Churalya hai bondoon nayChuppa ek raaz seenay mainDya hai dukh hajr ko basSawaan ke mahenay nay____________HAJR
18 April, 2006 00:31
Nazm ka ek band(quatret) paih-e-khidmat hai, sawaan ke hawalay se,Howa gum, ufaq say noorChaya ghum ka baadlSeyahee ban ke phela haiTeree aankh ka kajl.______ HAJR
19 April, 2006 15:28
@megha, Thank u. aage likhna to hai kabhi, magar abhi to dil aalsii hogayaa.. aadat se majboor hai, kyaa kare@farhan, aapne to is mehfil pe chaar chaand lagaa diyaa. Wah! Kisii ke gham pe aaj aasmaan ko ronaa aayaa hai.. Phir wohi saawan, phir wohi taDap, naayaa hai andaaz aur naye alfaazdaad kubool farmaayen
23 April, 2006 18:29
posted by Kaunquest at 10:40 AM on Apr 17, 2006
4 Comments
Close this window Jump to comment formnice line:))))))
but aage aur kyu nahi likha aapne
17 April, 2006 19:55
Aap ka sher parh ker , sawaan ka manzar zehan per chee gya,
Rubaee(quartet) paish-e-khidmat hai,
Churalya hai bondoon nay
Chuppa ek raaz seenay main
Dya hai dukh hajr ko bas
Sawaan ke mahenay nay
____________HAJR
18 April, 2006 00:31
Nazm ka ek band(quatret) paih-e-khidmat hai, sawaan ke hawalay se,
Howa gum, ufaq say noor
Chaya ghum ka baadl
Seyahee ban ke phela hai
Teree aankh ka kajl.
______ HAJR
19 April, 2006 15:28
@megha, Thank u. aage likhna to hai kabhi, magar abhi to dil aalsii hogayaa.. aadat se majboor hai, kyaa kare
@farhan, aapne to is mehfil pe chaar chaand lagaa diyaa. Wah! Kisii ke gham pe aaj aasmaan ko ronaa aayaa hai..
Phir wohi saawan, phir wohi taDap,
naayaa hai andaaz aur naye alfaaz
daad kubool farmaayen
23 April, 2006 18:29